Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Saturday, November 26, 2011

Taweez main asar or is ka zikar quran pak main

As salamu allaiqum

Sab se pehli baat yeah ha hamare mashre main bohat se ahsa log ha jo kafi zada pare likha ha . or wo 2011 k dor main ha is liya wo in bato ko nahi manta . q k wo taveez ganda karna waloo ko pagal samjhta ha. or wo in cheezo per belkul be yaqeen nahi rakhta ya unki yeah soch hote ha ka taveez asar nahi karte . yeah baad yaad rakhe in cheezo ko wohi samajh sakta ha jo samajh dar ho or jo Islamic ho . q k abb bohat he kam log Islamic ha jo in cheezo pe yaqeen rakhta ha or dosare sab se bare baat yeah ha k abb ha modern door is liya be in cheezo per log nahi manta khair bar haal taveez asar karte ha or is ka zikar quran pak main be ha
surah falaq

قُلْ أَعُوذُ بِرَبِّ الْفَلَقِ ﴿١﴾ (1) کہو کہ میں صبح کے پروردگار کی پناہ مانگتا ہوں مِن شَرِّ مَا خَلَقَ ﴿٢﴾ (2) ہر چیز کی بدی سے جو اس نے پیدا کی وَمِن شَرِّ غَاسِقٍ إِذَا وَقَبَ ﴿٣﴾ (3) اور شب تاریکی کی برائی سے جب اس کااندھیرا چھا جائے وَمِن شَرِّ النَّفَّاثَاتِ فِي الْعُقَدِ ﴿٤﴾ (4) اور گنڈوں پر (پڑھ پڑھ کر) پھونکنے والیوں کی برائی سے وَمِن شَرِّ حَاسِدٍ إِذَا حَسَدَ ﴿٥﴾ (5) اور حسد کرنے والے کی برائی سے جب حسد کرنے لگے
taveez ka zikar ha quran pak main ha laken main apko complete words nahi de sakta taveez ka .laken agar tashre ki jahe verse ki to mafon ba assani samajh ah jata ha. surah falaq ki aiyat no 4 main panah mange gahe ha yani un logo se panah mangi gahe ha jo log taveez ganda jado tona karte ha. Gando se morad wo baba log jo ganda karte ha
kuch baba log ya aamil log ganda deta ha us ka under lakre ki choti choti dali hote ha us pe parahe kar ka dam kar ka deta ha ahsa zada tar muslim log kar k deta ha .isko piliya ko otarna ka liya karte ha . laken yaha per sirf samjhana k liya bataya ja raha ha her alfaz se milta julta alfaz hota ha . jesa taweez ghanda , jadu tona , sifli jadu , jantar mantar , wegara wegara . is liya yeah aiyat be ake tareeqa se taweez ko he mentioned kar rahe ha . complete word nahi ha laken ishara ushe taraf ha . laken yaha per ishara jadu tona ganda or taweez ki taraf ha . or panah mangi gahe ha in cheezo ki is ka matlab saaf howa k yeah cheeze asar rakhte ha . is aiyat ko likh na ka matlab or batana ka logo ko matlab sirf yeah ha k taweez asar karte ha jo ka bohat se log nahi manta .mana apni koshes ki ha logo ko samjhana ki . umeed karta ho k baat samajh a gai ho gee


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





2 comments:

Unknown said...

AsLam O Laikum Sain Mera Ek MasLa Hai kiya Ap Us se haL karO ge Plz Sain PLz

Unknown said...

good

Popular Posts