Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Thursday, November 24, 2011

marba kasar 3 walay taweez ko likh na ka tareeqa

As salamu allaiqum

abb misal ka tor pe app taweez likh rahe ha
789 ka us main se app minis kareen ga 30 phir divid kareen ga 4 se

789-30 =759

759/4= 189 or bacha 3 yeah jo 3 bacha ha yeah taweez ka khana no 6 main ezafa kareen ga taka nakash mokamal ho jahe

yeah atishi chal ka taweez ha mana is ka khana no 6 main 1 ka izafa kar k 195 likha ha or yeah taweez pur ho gaya ha
am tor pe kasar dena walay nakash her site gina se tadad pore nahi deta is liya in ko nakis nakash kehta ha


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





6 comments:

UMAIMA SYED said...

asalam ala kum

i m ali from karachi .ma ap ka student bana chata hu plz plz ap mujha apna mureed bana la ma na pa sa kafi kuch learn kia hai plz plz plz
my id is syedrashidali90@gmail.com
03007094452
plz plz plz mujha ap ki bohat zarurat hai

Anonymous said...

Please 5,6,7 or 8 khano walay taweez bananay ka tareeqa bhi bata dain.

Anonymous said...

Please 5, 6, 7 aur 8 khanay walay naqsh pur karnay ka tariqa bhi batadain.

Anonymous said...

3 bachnay par khana 6 mai nahi bal ka khana 5 mai izafa karain gay

naz said...

Mohtarab bhai jan
1 baat ka pata krna tha plz madad krain
mujhay pata hy k taweez kis ne or kdr rakha hy
lekin ye baat 15 saal pehlay ki hy
ab pata ni taweez kis jagga per hy kiun k us jaga ka area 100x100 mtr ka hy
kindly us taweez ko kesay nikalon or kesay khatam krun

Anonymous said...

Allah waly Bhai kaser khana No 5 me ani hai naa k khnaa no 6 me agr ap k pas es k bary me koi aur mamlaa hai tu ap aggah kry

Popular Posts