Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Thursday, November 24, 2011

taweezat main asar peda karna

As salamu allaiqum
Bohat se log taweez wegara karte ha khas kar aamil log laken jab unka taweezat kam nahi karte to wo pareshan ho jate ha . q k unka maksaad hota ha taweez ka zarya kam nikalwana . agar kam he na nikla to phir kya faida ahsa taweez wegara likhna or karna ka . is liya yeah baat zehan main hona bohat zaroore ha ka taweezat k under asar hona chaheya to he wo kam karte ha . or taweezat main asar dalna k liya apko ilm e najoom , amliyat najoom , or bakaheda aamil k amal karna ka tamam asool pata hona chaheya to he ja kar taweezat kam karte ha . phir taweezo ki zakat . taweezo ki zakat dena bohat zaroore hota ha . yeah zada tar zakat aamil log nikalta ha her kisi ka bus ki baat nahi ha q k is main kafi time lagta ha takrebon 40 din tak lag jate ha . or kuch taweezat ki zakat to ahse hote ha k is main perhaz jalali wa jamali be karna parta ha yeah sab kuch amel apni zaat pe bardast kar k karta ha . apna apni zindage main deakha hoga khas kar aurto ny ka wo fala amel se taweez lahi laken kam nahi kara . laken bazz amel ka taweez itna tazz kam karte ha jesa goli ki tarha . q k wo sahih tareeqa se amal karte ha or taweezo ki zakat adah karte ha .


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





19 comments:

Anonymous said...

aamil sahab aap mera problem hal karen

mohammad said...

kya aap koi aasan amal pata sakte hai taweez main asar paida karne ke liye

Rahman said...

کیا وہ زکواة اپ ہمیں بتاینگے

Ch Pervaiz Nasir Natt said...

Amel sab main na ik aesa banda ko dakha jo kalam pak ka zryia Dant niklata tha or koi hadia wagra be ni lata tha os ka pass ik bareek safid rang nalki ka dakha tha jis pr kafi gand mari hoi then wo jis na dant niklna hota tha osa kehta tha os dant per apni ongli rekho wo os ka monh sa samna os dakha per pak kalam pertha tha or dant bager dard ka ik second bahir a jata tha main ap sa ya janina chita hon ki wo kon sa ilam hai jis ka zryia wo ik second dant nikal data tha ky ap moja as ka bera main batyian ga ya wo kon sa wazifa kerta tha or wo banda koi pesa be wasool ni krta tha wo etna kehta tha ki ho seka to hadia masjed main da dana plz moja as ka jawab zroor dana moja as email pr becearfully@gmail.com

Anonymous said...

Mohtaram Amel Sahib,

1. Ap se guzarish hai k mujhe brahe Karam itna bata dein k taweez ki zakaat parhaye karne se ada hoti hai aur iss ka hadiya matlab kitna hona chahiye aur kiss soorat mein ada karna chahiye aur farz karen (ma saudia mei hoon) to yahan to masjidon mein to koi nai leta to ma kis tarha iss ko ada kar sakta hoon.

thanks

Unknown said...

asal main zakat main paisa nai daina hota balka naqsh ko maksos bar likhna hota hai zakat ki bohat sari iksam hain asan tareqa ye hai keh agr adad wala tawez likh raha hain to us ke adad aur agr quran ya kisi aur dua ka tawez hai to ilm ul adad ki madad se us ke adad nikalain aur jitna adad ain utni martaba 40 din tak wo tawez likhain aur un ko ata main lepat kar un ki goli bana kar a pani main baha dain jhan machlean hon .Us ke bad rozana 3 ya 5 naqsh ya tawez likha karain taka amal jari raha . a Agr kisi din nagha ho jaye to agle din dugna tawez likhain lekn agr pehle 40 dinon main later nagha hoa to amal khatam

Unknown said...

1 wazeefa ki tadad k bary m likha ha k "muwaiq adad e jamal" parhen,is ka kia matlab ha adad e jamal kis tadad ko kehty hn?kindly reply soon.

Anonymous said...

Aslam o Alaikum
bhai jaan ma 1 amil ho ilm e adad,ilm e nojomi,ilm e rohaniyt(rohani wazaif),ilm e taviz yahan tak k ilm e malaeka bhi janta ho prahaz zakat bhi mujhy pata hy good aor bad time bhi mujhy pata hy lykin peer sahb ka zinda ho lazim hy jis ka mujhy baeyt hona hoga?

NebariesWorld said...

salam,sir mery husband mujey chor k kisi aur sy shadi karna chaty hain meri to abi ruksati b nae hue sirf nehka hua ha aur ma apny husbnd sy bhut muhbt karti hun khuda k lea koe taveez dein k wo apny dil sy dosri shadi ka khyal nekal k us larki ko b chor dein aur muj sy phr sy bht muhbt karny lagein plzzzz sir reply jaldi karna ma bht pareshan hun :'(

Urdu Poetry said...

Sir taweeez ki zakat nikalny ka tareeeka bata dain plz

Kia Parhna Hy or kesy Parhna

Unknown said...

Har taweez ki kam se kam zakat 40 taweez rozana 40 din tak likh kar darya main baha dena.

Unknown said...

AoA.umeed he ap thk hn he
Mene ye pochna he k agr ghr me dafan koe taweez nikal ae to kse malom kre k WO ks chez ka he.

Unknown said...

16 qanoun ki tawiz ki chal Kaiser samjhe plsss bataye

Fitness Definition India said...

Assalamualaykum hazrat naam bilal hai aur me taweezat me asar paida karna chahta hu yani zaqat ada karna chahta hu mujhe kese aur kis taweez ki zaqat ada karni hogi aur isme khatra toh nhi????

Az gamer said...

40 den bahut zyaada hai leken

Az gamer said...

Tarika to pata hai mere

Unknown said...

Sir agr taveez galy mei ho r menses Aaye to kia krna chaheye

Anonymous said...

Am Mahnoor mujhe be ap sa kuch khass batt karne ha plzz jwb dye

Anonymous said...

Hi

Popular Posts