Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Thursday, November 24, 2011

Taweez ki kisam

As salamu allaiqum
Taweez 4 kisam k hota ha . ahtishi , badi , abi khaki ,
Jis tarha hurfo main ahtishi , badi , abi , khaki hota ha is he taraha taweezo main be yahe kismain hote ha .
Ahtashe taweez
Ahtashe taweez ko agg main jalate ha . ya agg k niche dafan arte ha .dafan is liya karte ha ka agg ki garmi taweez ko pouchte rahe or wo apna asar deakhata rahe .is k liya yeah tareeqa ha . taweez k upper or niche ake kore takre rakh kar dhaga lapet deta ha taka taweez ko hararat ahtiyat se pouchte rahe or is ko chola se itni door dafan karte ha ka taweez jala na . ahtishi taweezat k batiya be banae jate ha or unko chirag main jalaya jata ha . or kore taweez ko be agg main jalaya jata ha
Badi taweez
Kisi kushbo dar cheez per parh k dam kar k shongate ha ya pato ,phalo, ya kisi mithi cheez pe dam kar k khilate ha ,ya taweez likh kar daraket ya kisi ochi jaga latkate ha .nahis amaal main kanta dar ya karwe phal k daraket pe latkate ha jesa kikar ka daraket ya nim ka daraket , bazz taweez hateli per likh kar be matloob ko deakhate ha badi taweez ocha makan ya kisi ochi jaga pe beth k likhta ha
Khaki taweez
Khaki taweez nameen ka under dabate ha ya kisi bhare phater ka niche dabate ha ya kisi wazni cheez k niche dabate ha . ya matloob ki gozarga ya sona ki jaga ya chokat ya chorahe per ya kabrustan ya ghar main dafan karte ha . talib is ko apna bazowa rasat per be bandh sakta ha ya matloob ka pao ki mati lay kar is per be dam karte ha .
Abi taweez
Kagaz per likh kar matloob ko pilate ha . ya kisi chini ki plate per likh kar pilahe jate ha . ya pani ka peyala per dam kar k pilahe jate ha . ya taweez pani k kinare dafan karte ha . ya pani main baha deta ha . pani ka kinare taweez dafan karna ka tareeqa yeah ha ka taweez ko mati ki choti se koliya lay kar is main taweez rakh kar is ka mu moom se band karde taka pani under na jahe sirf name jahe . abi taweez ko kowa ya nadi main be baha sakta ha yaha tak k darya samandar main be baha sakta ha


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





5 comments:

Unknown said...

AMIL SB ME AP SE KUCH ONLINE BAT KRNA CHAHTA HON

tahir said...

Respected Amel Somame sb.


kindly mujhay batain ga k taweez ki zakat ka asan tareeqa kia ha jo k aap ne apni post mein likha ha likan mujah kahain mill ni rha aap ki buhat mehrbani ho gi.

Shukria

Anonymous said...

gale ya bazu mein pahnne waali taweez ka naam aur uski chaal bata dijiye...?

Unknown said...

Taweez ko qabar main kaisay dabatay hain???

Anonymous said...

Please, mujhy btayn k , kya noori ilm mn, qabar main taaveez dabana jayaz hy???

Popular Posts