Taweez likh na k liya khas kagaz lena hota ha am kagaz se taweez likh na theek nahi hota . sab se pehli baat to yeah ha k bohat se log ahse mu otha kar bacho ki copy main se page phar k us pe taweez likhta ha or yeah galat ha . q is ka reason main apko batata ho sab se pehli baat to yeah ha k kagaz belkul kora hona chaheya matlab pure safaid us pe kohi line nahi honi chaheya . taweez pe kisi be kisam ka kohi se be alfaz nahi likha hona chaheya . taweez ka page jo ha wo paak hona chaheya napak nahi . abb bacho ki jo copy se log page leta ha wo galat karte ha q k ake to un ki copies per lines hote ha or jab wo likhta ha to pencil ya pen ki nook press karna se dosare page pe be wohi hurf ban jata ha halaka apko dosare page pe hurf deakhe nahi de ga laken haqeeqat main wo hurf dosare pages main be ban jata ha seyahe (ink) nazar nahi ate lakhe alfaz bana howa hota ha is liya copies ko avoid kareen . taweez likh na ka sab se acha jo page hota ha wo app photo copy karna walay se kharid lay q k wo belkul saaf page hote ha or wo sai be hote ha . yeah baat yaad rakheya ga k choho se page ko samal k rakhe q k bazz okat choha page khate ha or ushe main pishab kardeta ha is liya pages ko bohat samal k rakhe . dosare yeah baat ha k pages ko khula nahi chore q k bazz gharo main chupkaliya hote ha or agar wo beat karde gee page pe to page napak ho jahe ga is liya yeah choti moti cheezo ko zehan main rakhe
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
No comments:
Post a Comment